Tuesday, March 24, 2009

Nahi dena

Bht tooty huey hain hum

Abhi dastak nahi dena


Hamari aankh hai purnam,


Abhi dastak nahi dena


Mere yaro abhi kuch din mere ahwal mat puchoo!


Abhi dil mein hai us ka gham


Abhi dastak nahi dena


Shab-e-tanhai mein tarapna hai bht mujhko,


Abhi hai dard kuch madham


Abhi dastak nahi dena....!

No comments:

Post a Comment